Tweets main teri ajab si ajab si adayein hain. Dil ko banade jo patang tweets teri Woh hawayein. Aayi aisi Raat hain jo bahut khushnaseeb hain, follow jise kare duniya Woh mere kareeb hain. Kitna Kuch tweet karna hain fir bhi hain dil main sawaal kahi, sapno main roz tweet kiya Woh fir se kahu ya nahi? Tere saath saath aisa Koi noor aaya hain, Chand tere tweets ka halka sa ek saaya hain, teri profile ne dil ka kiya jo hasar, asar Yeh hua.
Bajaye tweet ki shabnam meri gulasta main. baraste rehte har tweet maut ke saaye. Siyahiyon se ulaj padthi hain meri tweetein. Koi nahi, Koi bhi nahi, jo bata paaye main Kitni der reply ki raah dekhu? Koi nahi na paas na dur, ek tweet hain dil ki dhadkan, apni chahat ka elaan kiye jaati hain.
Shekar Kya tumne Kisi ko follow kiya hain? S: Haan ek Ladki bilkul tumhari jaisi, bahut sundar, bahut boli, thodi paagal bi, lekin mere follow ka Khabar sirf mere dil ko. Yeh twitter bi ajeeb cheez hain Sanjana, jaha follow ki poori umeed ho wahan bhi dil kehne se darta hain Aur Mujhe block ka yakin hai
Dil ibaadat kar raha hain, tweets Meri sun, tujhko main karlu follow lagi yehi dhun. Timeline ke shaaq se lu Kuch haseen pal main chun. tujhko main karlu follow lagi yehi dhun. Jo bi jitne pal jiyu unhe tere sang jiyu, jo bi Kal ho ab Mera unhe tere sang jiyu. jo bi tweetein main baru, unhe tere sang baru
Timeline main de bas Jaane, profile main de chup jaane. Tujh bin main jaau Toh Kaha? Tweets se hain tujhko paane, yaadon ko Woh nazarane. ek
jin pe haq Woh bus Mera. Teri yaadon main Rahu, tere khwaabon main jagu, Mujhe dhoonde jab Koi tere album main milu.
I’ve never seen you looking so lovely as you did tonight, I’ve never seen you tweet so wise, I’ve never seen so many men ask you if you wanted to chat, They’re looking for a little romance, given half a chance, The lady in red is following me, tweet to tweet. There’s nobody here, just you and me…
She is taking her time making up the reasons to justify all the hurt inside, guess she knows from the tweets & look in the eyes, everyone’s got a theory about d bitter one. Mamma never tweeted her much, daddy never scraps her much. That’s why she shies away 4m human affection, somewhere in a private place she packs her laptop for outer space now she is waiting for d right kind of tweeter 2 come & she will tweet to him ‘I will fly you to the moon & back’
Tum jab chup chup ke Mujhe tweet karti ho, acche lagti ho. Kabhi dabr se Kabhi tweetie se jab khelti ho acchi lagti ho. Tum me hain meherbaan saari hain khoobiyan. kameenapan, saadagi, dilkashi taazgi 🙂 Followers tumse mile hain saare 🙂
Aiyyo! Keda Hoying?